Geeta ladee kuraan se

Prijzen vanaf
12,72

Uitgelicht

VERGELIJK ALLE AANBIEDERS (3)

Beschrijving

Bol Geeta ladi Quran se manavta ke hriday mein gehre mulyo ko sthapit karne ka ek vinamr prayaas hai. Mandir masjid ya dharmon ke aadhar par aapas mein ladna hamari chhoti soch ka praman hai. Yeh pustak humein sikhati hai ki matbhedon se pare jakar, hum ek aise samanjasypurn vishv ka nirmaan kar sakte hain jahan pratyek vyakti sammaan aur karuna ka anubhav kare. Pustak ko vibhinn rochak kahaniyon aur udaharanon se sajaya gaya hai. Bhasha mein layatmakta tatha sahajta hai. koi bhi vyakti jo apne jeevan mein vyavaharik shanti aur samanjasya lana chahta uski yeh kitaab madad karti hai.In prishthon mein aap aise vichar aur drishtant payenge jo aapko doosron ke saath milkar kaam karne, unki aasthao ka sammaan karne, apne bhitar vastavik vyavaharik santosh ka anubhav karne, jeevan ki param khushi ko mehsoos karne aur sabhi manushyon ko bhed-bhaavo se upar uthkar keval manushya ke roop mein dekhne ke liye protsahit karenge.Aaiye milkar hum sabhi manushya is prithvi par aapsi yudh samaapt karein aur ek shaantipurn, samanjasypurn aur prem se paripurn vishv ka nirmaan karein. is nek kaam hetu sabse pehle apna bheitari diya prajwalit karein. Sabse pehle apne satya ka saakshaatkar karein. Sabse pehle apne se shuruat karein.

Vergelijk aanbieders (3)

Shop
Prijs
Verzendkosten
Totale prijs
12,72
Gratis
12,72
Naar shop
Gratis Shipping Costs
12,72
Gratis
12,72
Naar shop
Gratis Shipping Costs
13,50
2,99
16,49
Naar shop
2,99 Shipping Costs
Beschrijving (2)
Bol

Geeta ladi Quran se manavta ke hriday mein gehre mulyo ko sthapit karne ka ek vinamr prayaas hai. Mandir masjid ya dharmon ke aadhar par aapas mein ladna hamari chhoti soch ka praman hai. Yeh pustak humein sikhati hai ki matbhedon se pare jakar, hum ek aise samanjasypurn vishv ka nirmaan kar sakte hain jahan pratyek vyakti sammaan aur karuna ka anubhav kare. Pustak ko vibhinn rochak kahaniyon aur udaharanon se sajaya gaya hai. Bhasha mein layatmakta tatha sahajta hai. koi bhi vyakti jo apne jeevan mein vyavaharik shanti aur samanjasya lana chahta uski yeh kitaab madad karti hai.In prishthon mein aap aise vichar aur drishtant payenge jo aapko doosron ke saath milkar kaam karne, unki aasthao ka sammaan karne, apne bhitar vastavik vyavaharik santosh ka anubhav karne, jeevan ki param khushi ko mehsoos karne aur sabhi manushyon ko bhed-bhaavo se upar uthkar keval manushya ke roop mein dekhne ke liye protsahit karenge.Aaiye milkar hum sabhi manushya is prithvi par aapsi yudh samaapt karein aur ek shaantipurn, samanjasypurn aur prem se paripurn vishv ka nirmaan karein. is nek kaam hetu sabse pehle apna bheitari diya prajwalit karein. Sabse pehle apne satya ka saakshaatkar karein. Sabse pehle apne se shuruat karein.

Amazon

Pagina's: 232, Paperback, Notion Press


Productspecificaties

Merk Notionpress.com
EAN
  • 9798899061035
  • 9798899061042
Maat

Uitgelichte Keuze
12,72
Naar shop