हम और हमारा लोकतंत्र

Prijzen vanaf
24,92

Gesponsorde links

VERGELIJK ALLE AANBIEDERS (3)

Beschrijving

Bol Yeh kitab kai jaane-mane logon dwara alag-alag muddon par likhe gaye lekhon ka ek sangrah hai. Pratyek lekh loktantra ke kisi na kisi pehlu par roshni dalta hai. Yeh sabhi lekh milkar wo vimarsh taiyaar karte hain jo batata hai ki hum bharat ke logon ko shasan ke dhaanche ke roop mein loktantra ki zaroorat kyon hai. Yeh lekh yeh bhi batate hain ki hamen azadi, samanta aur bandhuta wale loktantra ki zaroorat kyon hai. Humara samvidhan humein sirf vote ki guarantee nahin deta balki apne loktantra ko aur zyada samaan aur nyaypurna banane ka rasta bhi dikhata hai. Yeh sakanlan yeh dekhne aur samjhane ki koshish karta hai ki barabari ko ek jeevant mulya banane ke liye abhi bahut lamba rasta tay karna hai. Is kitab ke liye likhne wale sabhi log bhartiya samvidhan aur usme maujood azadi, samanta aur bandhuta ki shapath ke prati purnatah samarpit hain.

Vergelijk aanbieders (3)

Gesponsorde links · Sommige shops betalen ons een vergoeding

Sorteren op:

€ 24,92 € 2,99 verzendkosten Totaal € 27,91

€ 26,49 Gratis verzending

€ 26,49 Gratis verzending

Beschrijving (1)

Yeh kitab kai jaane-mane logon dwara alag-alag muddon par likhe gaye lekhon ka ek sangrah hai. Pratyek lekh loktantra ke kisi na kisi pehlu par roshni dalta hai. Yeh sabhi lekh milkar wo vimarsh taiyaar karte hain jo batata hai ki hum bharat ke logon ko shasan ke dhaanche ke roop mein loktantra ki zaroorat kyon hai. Yeh lekh yeh bhi batate hain ki hamen azadi, samanta aur bandhuta wale loktantra ki zaroorat kyon hai. Humara samvidhan humein sirf vote ki guarantee nahin deta balki apne loktantra ko aur zyada samaan aur nyaypurna banane ka rasta bhi dikhata hai. Yeh sakanlan yeh dekhne aur samjhane ki koshish karta hai ki barabari ko ek jeevant mulya banane ke liye abhi bahut lamba rasta tay karna hai. Is kitab ke liye likhne wale sabhi log bhartiya samvidhan aur usme maujood azadi, samanta aur bandhuta ki shapath ke prati purnatah samarpit hain.


Productspecificaties

Merk Notion Press
EAN
  • 9798906736925
Maat


Prijshistorie

* Prijshistorie bevat geen data van Amazon, Amazon Marketplace.

Prijzen voor het laatst bijgewerkt op:

Uitgelichte Keuze
24,92
Naar shop