जगतगुरु निंबार्काचार्य: सनातन के सूर्य

Prijzen vanaf
24,07

Uitgelicht

VERGELIJK ALLE AANBIEDERS (3)

Beschrijving

Bol Sanatan Dharma ki anadhi parampara mein Jagadguru Shri Nimbarkacharya ka sthan vaisa hi hai, jaisa akash-mandal mein Surya ka - apratim, akhand aur sarvaprakashak. Ve keval ek acharya nahin, apitu Vaishnav bhakti ke us divya srot hain, jinse Nimbark Sampraday ki aviral dhara yugon-yugon se pravahit hoti aa rahi hai.Prastut granth "Jagadguru Nimbarkacharya - Sanatan ke Surya" ek sudirgha shodh-sadhana ka parinam hai. Ismen Jagadguru ke darshhanik siddhant Dvaitadvaita Vedanta, unki bhakti-paddhati, Bairagi parampara mein unka yogdan aur Sanatan Dharma ki raksha mein unki atulaniya bhumika ko pramanik aitihasik drishti se prastut kiya gaya hai.Lekhak ne desh-videsh ke tirth-sthalon, prachin granthon aur sant-paramparaon ke gahan adhyayan ke aadhar par yah siddh kiya hai ki Nimbarkacharya na keval Madhyakal ke mahanatam acharyaon mein se ek hain, apitu ve Sanatan Vaishnav Parampara ke aadi-srot hain.Yah granth un sabhi jigyasuon, bhakton, shodhartiyon aur dharma-premiyon ke liye anivarya pathneey hai, jo Sanatan Dharma ki jadon ko samajhna chahte hain.

Vergelijk aanbieders (3)

Sorteren op:

 24,07 € 2,99 verzendkosten Totaal  27,06

 26,49 Gratis verzending

 26,49 Gratis verzending

Beschrijving (1)

Sanatan Dharma ki anadhi parampara mein Jagadguru Shri Nimbarkacharya ka sthan vaisa hi hai, jaisa akash-mandal mein Surya ka - apratim, akhand aur sarvaprakashak. Ve keval ek acharya nahin, apitu Vaishnav bhakti ke us divya srot hain, jinse Nimbark Sampraday ki aviral dhara yugon-yugon se pravahit hoti aa rahi hai.Prastut granth "Jagadguru Nimbarkacharya - Sanatan ke Surya" ek sudirgha shodh-sadhana ka parinam hai. Ismen Jagadguru ke darshhanik siddhant Dvaitadvaita Vedanta, unki bhakti-paddhati, Bairagi parampara mein unka yogdan aur Sanatan Dharma ki raksha mein unki atulaniya bhumika ko pramanik aitihasik drishti se prastut kiya gaya hai.Lekhak ne desh-videsh ke tirth-sthalon, prachin granthon aur sant-paramparaon ke gahan adhyayan ke aadhar par yah siddh kiya hai ki Nimbarkacharya na keval Madhyakal ke mahanatam acharyaon mein se ek hain, apitu ve Sanatan Vaishnav Parampara ke aadi-srot hain.Yah granth un sabhi jigyasuon, bhakton, shodhartiyon aur dharma-premiyon ke liye anivarya pathneey hai, jo Sanatan Dharma ki jadon ko samajhna chahte hain.


Productspecificaties

Merk Notion Press
EAN
  • 9798905104923
Maat


Prijshistorie

* Prijshistorie bevat geen data van Amazon, Amazon Marketplace.

Prijzen voor het laatst bijgewerkt op:

Uitgelichte Keuze
24,07
Naar shop