Shabdon ki Udan

Prijzen vanaf
10,50

Uitgelicht

VERGELIJK ALLE AANBIEDERS (2)

Beschrijving

Bol "Shabdon ki Udan" ek bhavnaon se paripoorn kavya sangrah hai, jo jeevan ke vividh rangon, anubhavon aur bhavnatmak kshano ko sunder shabdon men pirota hai. Is sangrah men lekhak ne prem, pida, aasha, sangharsh, prakriti aur aatmchintan jaise vishayon ko gahrai se chhua hai. yah pustak keval kavitaon ka sanklan nahi, balki ek aatmiya yatra hai - jahan har kavita pathak ko ek naye vichar, anubhuti ya dristikon se prichit karati hai.shabdon ki bunavat itni komal aur sajeev hai ki pathak savyam ko har pankti men smahit hota hua pata hai. chahe vah ek manoranjak kavita ho ya samaj par tikhi tippani karti koi chhand, har kavita apni khas pehchan aur prabhav chhorti hai.yah kavya sangrah un pathkon ke liye hai jo shabdon ke madhyam se aatma ki aavaj sunna chahte hain, aur un udanon ka aanand lena chahte hain jo kalpna se lekar yatharth tak le jati hai.

Vergelijk aanbieders (2)

Shop
Prijs
Verzendkosten
Totale prijs
11,50
10,50
2,99
13,49
Naar shop
2,99 Shipping Costs
10,74
Gratis
10,74
Naar shop
Gratis Shipping Costs
Beschrijving (2)
Bol

"Shabdon ki Udan" ek bhavnaon se paripoorn kavya sangrah hai, jo jeevan ke vividh rangon, anubhavon aur bhavnatmak kshano ko sunder shabdon men pirota hai. Is sangrah men lekhak ne prem, pida, aasha, sangharsh, prakriti aur aatmchintan jaise vishayon ko gahrai se chhua hai. yah pustak keval kavitaon ka sanklan nahi, balki ek aatmiya yatra hai - jahan har kavita pathak ko ek naye vichar, anubhuti ya dristikon se prichit karati hai.shabdon ki bunavat itni komal aur sajeev hai ki pathak savyam ko har pankti men smahit hota hua pata hai. chahe vah ek manoranjak kavita ho ya samaj par tikhi tippani karti koi chhand, har kavita apni khas pehchan aur prabhav chhorti hai.yah kavya sangrah un pathkon ke liye hai jo shabdon ke madhyam se aatma ki aavaj sunna chahte hain, aur un udanon ka aanand lena chahte hain jo kalpna se lekar yatharth tak le jati hai.

Amazon

Pagina's: 70, Paperback, Notion Press


Productspecificaties

Merk Notionpress.com
EAN
  • 9798899848148
Maat

Prijzen voor het laatst bijgewerkt op:

Uitgelichte Keuze
10,50
Naar shop